Thursday, January 15, 2009

VISWAS

KAUN KEHTA HAI AASHMA MEIN SURAKH NAHI HOTA
1, PATHAR TOE TABIYAT SE UCHALLO YARO

REALITY






HUM JHUKH KAR MILTE HAI,KAMJOR MAT SAMAJHNA
PHALDAR SAKH HAI LATAKHTE JARUR HAI.

BHARASTACHAR


scoter per sawar, ek bar mujhe mill gaya bharstachar..
maine kaha bhai sahab nameskar,
wo bola farmaiye mere yogey koi sewa ho toe batlaiye,
maine kaha baNDHU,
MAINE KAHA BANDHU,
es desh ko chalis saal se char rahe ho,
kanun se bilkul nahi dar rahe ho,
such such batao kab prasthan kar rahe ho
ye sunkar bharstachar kuch sochne laga,
baalo ko nochne laga
phir dheere se karun bhasha mein bola
bhai sahab yadi hum yahan se prasthan kar jayenge to aadhe se jyada T T condecter
bhukhe hi mar jayenge,
abhav ke karan naali mein pade milenge
maine kaha ABE O BHARASTACHAR
WAPAS KAR MERA NAMESKAR
SOCH LE JIS AZAD OUR CHANDER SHEKHER KA KHOON JAGEGE
TU TOE KYA TERE BAAP BHI BHAGEGA

OUR YADI KISI DIN KISI AATANKVADI KI NAZAR MEIN AAYENGA
BHAGWAN KASAM GOLI SE UUDA DIYA JAYEGA,
YEH SUNKAR BHARSTACHAR BHADAK UTHA
OUR BOLA TUM MUJH PAR GOLI CHALAOGE
TOE BADE BADE LOG MARE JAYENGE,
PHIR ES DESH RAJNITI KAON CHALAYNGE,
MAINE KAHA BADHE CHALO BETA,BADHE CHALO.......................